Thursday, March 20, 2014

Friendship SmS

Marathi SmS

मैत्री असते पहाटेच्या दवासारखी,
थंडगार स्पर्श करणारी;
मैत्री असते केवड्यासारखी,
तना-मनात सुगंध पसरवणारी
मैत्री असते सुर्योदयासारखी,
मनाला नवचैतन्य देणारी;
मैत्री असते झाडासारखी,
उन्हात राहून सावली देणारी;

गुलाब उमलतो नाजुक काट्यावर.
गवत झुलते वा-याच्या झोतावर .
पक्षी उडतो पंखाच्या जोरावर .
माणूस जगतो आशेच्या किरणावर .
आणि मैत्री टिकते ती फक्त "विश्वासावर"

आयुष्यात त्या व्यक्तीला कधीचं
नका विसरु
जी व्यक्ती तुमच्यासाठी सारे
काही विसरायला तयार
असते....
आयुष्यात त्या व्यक्तीला कधीचं
नका दुरावू
जी व्यक्ती तुमच्यासाठी सार्यांपासून
दुरावायला तयार असते....

" मैत्री "अशी असावी,
भरकटलेल्या पाखराला घराची वाट दाखवणारी,
सुकलेल्या फुलांना बहर आणणारी,
दुखाच्या वाळवंटात प्रेमाचा पाझर आणणारी

मैत्रीसाठी पुढे केलेला हात
कोणी मागे घेत नसतं..
पण जीवनभर विश्वासने
साथ देणारा हात आपणच
आपलं शोधायचा असतो...!

Na sampnare akhand swapna
asave
na bolta eku yetil ase shabd
asavet
grishmat paus padtil ase dhag
asavet
na magta sobat detil ase MITRA
asavet

Tuzy shivay maitri tikavnar kon?
Mazya shivay nati jodnar kon?
Hey deva amchya "maitrila" nehami japun
Thev Nahitar mazya lagnat
'Patravali uchalnar' kon??

Abolihunahi Abol Maitri Apali,
Sanvadavin ahi Phulali Maitri Apali,
Mhanunach Me roj Japate Hi Jagavegali Maitri Apali

Aakashala Tektil Ase Haat Nahi Maze
Chandra-Su rya Sathaun Thevin Ase Dole Nahit Maze
Pan Tuzi Maitri Sathaun Theven Evdhe Hruday Aahe Maze..
"Paavsatun Jevdha Olava Milat Nahi,
Tevdha Jivhala Maitrit Milto
Maitri MadhLya
Saawlicha Arth,
Kadhi Tari
Unhatun GeLya varach Kalto."

Ayushyache Account Khup Vela
Tally Kele pan
Maitriche Account Kadhi Jamalech
Nahi,
Jevha Tally zaale
Tevha Samajle ki
AATHVAN Sodun kahich Balance
Urat Nahi.

Dolyatun vahnara pani konitari
pahnara asav,
hrudhyatun yenar dukh konitari
jananara asav,
manatun yenarya aathvani
konitari

samajnara asav,
jivnat sukh dukhat saath denara
aaplya natya sarkha,
ek sunder nata asav..

Hindi SmS

Ek Esa Time Tha Jab Hum
Apne Dosto Se Kehte The
Chalo Milke Kuch Plan
Banate Hai Per Ab Chalo
Milne Ka Koi Plan Banate Hai.

Dost Teri Yaad Me Su-su Lag Gaya,
Wah Wah,
Dost Teri Yaad Me Su-Su Lag Gaya,
Yeh Bhi To Ansu Hi Hai.
Dosto Bas Rasta Bhatak Gaya.

Ek Dost Kho Diya Aaj Maine,
Ek Chhoti Si Baat Pe.
Lafz Uske Chubhe Is Dil Pe,
Halki Si Mulaqaat Mein.
Katra-katra Utra Har Ashk,
Rulaane Ki Firaaq Mein.
Galti Nahi Koi Is Baar Meri,
Maafi Na Maangu'ga Aitbaar Mein.

Dost Ki Grlfrnd, Paisa Or,
Dosto K Secret Me Kya Similarity Hai.?
.
.
.
.
.
.
Saala Kitna Bhi Chupa Lo,
Kisi Na Kisi Ko Pata Chal Hi Jata He.

Kisi Bhi Insaan Pe Yu Aitbar Mat Karna,
Tod Denge Tumhara Dil Kabhi Izhar Mat Karna,
Mar Jana Kisi Dost Ke Dosti Pe.
.
.
Par Bhool Ke Bhi Kisi Se Pyar Mat Karna.

Dosti Wo Nehi,
Jo Hum Ek Saal Main Kitno Se Karte Hai,
Dosti To Wo Hai,
Jo Hum Kisi Ek Se Kitne Saalon Tak Rakhte Hai.

Chup Kar Kahi Kisi Or Se Dosti Nahi Ki,
Mene Kiya Tha Pyar,Pyar Ka Karja Chuka Diya,
Logo Ne Poochha Jab Udasi Ka Sabab,
To Kore Kagaj Par Toota Hua Dil Bana Diya.

Dost Ko Dost Ka Ishara Yad Reheta Hai,
Har Dost Ko Apna Dostana Yad Reheta Hai,
Kuch Pal Sachhe Dost K Sath To Gujaro,
Wo Afsana Maut Tak Yaad Reheta Hai.

Khuda Humko Kabhi Aissi Judai Na De;
Unki Yaadon Se Humko Rihai Na De;
Dua Karna Dosto,
Mujhe Aisi Jannat Na Mile;
Jahan Se Mera Yaar Mujhe Dikhai Na De.

Kabhi Dil Ki Kamzori Ban
Ke Reh Jati H,
-
Kabhi Waqt Ki Majboori
Banke Reh Jati H,
-
Ye Mohabat Wo Sharaab Hai
-
Aye Dost
Jise Jitna Piyo Pyaas Adhoori
Hi Reh Jati H.

Socha Na Tha Kbhi Aisi Dosti Hogi
Sath Mere Aap Jaisi Hasti Hogi
Jannat Ki Galiyo K Khwab Q Dekhu
Agr Hum Sare Dost Sath Honge,
To Nark Me Bhi Masti Hogi.

Dosti Ki Keemat Kabhi Adaa Nahi Hoti.
Acchi Dosti Kabhi Juda Nahi Hoti.
Aap Ki Ada Par Mar Mite Hai
Warna Yuhi Hamari Dosti Kisi Par Fida Nahi Hoti.

Sukh Me To Sabhi Khate Hai,
Punjabi Chineze Cheeze Tost,
Sukh Me To Sabhi Khate Hai
Punjabi Chineze Cheeze Tost,
Magar Jo Dukh Me Sath De
Wohi Hota Hai Asali Dost.

Kabhi Ajnabee Se Milay The,
Phir Yuhi Miltay Chale Gaye,
Hume Too Unhe Aapna Dost Banana Tha,
Magar Woh Too Hamare Dil..
Ki Dhadkan Bante Chale Gaye.

Dost Ko Dost Ka Ishara Yad Reheta He
Har Dost Ko Apna Dostana Yad Reheta
He Kuch Pal Sachhe Dost Ke Sath To
Gujaro Wo Afsana Maut Tak Yaad Reheta He.

Chote Se Dil Me Gum Bahut Hai.
Zindgi Main Har Pal
Zakham Bahut Hai.
Maar Dalti Duniya Kab Ki,
Par
Kambakht Dosto Ki
Duaao Me Dam Bahut Hai.

Vaqt Hi Kafi Nhi Intjar K Liye.
Lafj Hi Kafi Nhi Ijhar K Liye.
Jindgi Bhi Kam Pad Jati Hai Dosto,
Sirf Dil Hi Kafi Nhi Hai Pyar K Liye.

Maine Chaha H Usko
Aur Hasrat Bhi Usiki Ki H
Maine Chaha H Usko
Aur Hasrat Bhi Usiki Ki H
Aur Aaj Woh Kehti He Mujhse Ki,
Maine Aapse Sirf Dosti Ki Hai.

Na Mujhe Kisi Ka Dil Chahiye,
Na Jamane Se Aas Hai.
Apni Gf Ka Pappi Dila De,
Aise Dost Ki Talash Hai.

Dekhi Hazaron Mehfilen Par Ye Fiza Kuch Aur Hai,
Jalwe Dekhe Hazaron Par Unki Adaa Kuch Aur Hai,
Waise To Jaam Hain Hazaron,
Par Unki Dosti Ka Nasha Kuch Aur Hai.

Aye Khuda Meri Dosti Me Kuch Aisi Baat Ho,
Mai Sochu Usko Aor Use Ehsas Ho,
Meri Sari Khushiya Mil Jaye Usko,
Ek Lemhe Ko Bhi Agar Wo Udaas Ho.

Mujhe Pine Se Nahi Chadti Dosto,
Usko Dekh Lene Se Chad Jati Hai,
To Aap Hi Batao Sarab Haram Hai Ya O,
To Mammy Ka Reply Aaya
Sarab Haram Hai
Aur
O Haramjadi.

Kash Mere Pyar Ka Ant kuch is kadar Ho,
Ki meri kbra Pe Bna Mere Dost Ka Ghar Ho,
Wo Jab-Jab Ruth Ke Soye Zameen Pe,
Tab-Tab Mere Sine Se Lga Uska Sar Ho.

Jaha Yaar Yad Na Aaye Wo Tanhai Kis Kam Ki,
Bigde Rishte Na Bane To Khudai Kis Kam Ki,
Beshak Apni Manzil Tak Jana Hai,
Par Jaha Se Apna Dost Na Dikhe
Wo UNCHAAYI Kis Kaam Ki.

Ladki Dekhi Muh Se Sitte Baje Haath Se Taali.
Ladki Dekhi Muh Sitti Baje Haath Se Taali.
Mat Krana Aaisa Mere Dosto Warna Khaoge Gaali.
Or Kehlaoge Mawaali.!

Dosto Ki Har Baat Niraali.
Nai Bolte Kuch Without Gaali.
Hote Hai Bahoot Dildaar.
Tabbhi To Unme Karta Apni Jaan Nissar.

No comments:

Post a Comment